Jahil
ghomaty jhomtay main akay yahan gira
koei bhi na raha utthanay walay
ab pata laga jo bhi main nay kiya
jo hathon say bhaija wohi samnay aaya
ab kiya karo gay yahan bhaitay
kutch karo ya na karo ab tuk kiyun nahin badla
aik baar ghalati hui tou theek hay
dosri bar main nikla aik ullo ka phatta
Comments
Post a Comment