sona
Na sona Na chandi Mairay dil nay Aik dua ke Mairay Rub Nay mujh ko Aik Baytee de. Na soya Na jaaga Bus waheen par Khara raha Mairay Rub ke hay ye Mehairbani Kay mujh jaisay mard ko Aik Baytee de. Mairay Maalik Shukriya Kay Aap Nay mujh ko Do Baitiyaan de Mairay Maalik Shukriya Kay Aap Nay mujh ko Do Baytay bhi deeyay. Mujhay sekkha Dain Kaisay buntay hain Salayheen.